Tuesday, December 23, 2008
ને…! દિલ ની દુનીયાને ફરીથી વસાવી ના શક્યો…!!
ખબર તો હતી જ કે ત્યાં નથી કોઈ મંઝિલ મારી…
…પણ મારી એ રાહ ને હું બદલાવી ના શક્યો…!
તમારી આ… યાદે… તો કેટલા કર્યા છે બેહાલ અમને ..!
કે ખુદ મારા જ પ્રતિબિંબ ને હું જ પિછાણી ના શક્યો !!!
આમ તો , સામે જ વેરાણું હતુ આંસુઓનુ સમંદર …..
લાચાર હતો, મારી જ પ્યાસ ને હું બુઝાવી ના શક્યો
આમ તો હતી ઘણી જગ્યા આ નાનકડા દિલમાં…
પણ બે બુંદ તમારા પ્રેમના હું સમાવી ના શક્યો…
કે અશ્રુ વાટે વહેવડાવી દીધા મે તમને…’SAFAR’
દિલમાં તો શું ? બે ક્ષણ આ નયન માં પણ વસાવી ના શક્યો…!!!
અંગે આશાના ઉમંગ ભરીને મારે હૈયે વહી રહ્યો છે,
રુદીયાના માહિલી મગા એ કરે કેવા ઉભરકા,
જાણે વરસાદને પણ એ ભીંજવી રહ્યો છે,
લીલુંડી ધરતી માથે જાણૅ પ્રેમના તોરણૉ ગુંથી રહ્યો છે,
એ આકાશમાં તારો પ્રેમ જે વાદળ બની ને વહી રહ્યો છે,
ખળખળ વહેતી નદીના નીર જાણે કસું ઇસારે કહી રહ્યો છે,
કિનારે ના બેસો આમ હવે તો સાગરમાં જઇ રહ્યો છે,
તરતી મૂકોના નાવને એ હૈયાના હિલોળે ચઢી રહ્યા છે,
એક મોજાની અડફેટમાં જાણે મજધારે ડુબી રહ્યા છે,
એ આકાશમાં તારો પ્રેમ જે વાદળ બની ને વહી રહ્યો છે,
એક આશા બાકી છે ક્યાંક દિલમાં,
તને પામી ને શું પામ્યો,તને ખોઇને શું ખોયું,
તો પણ કેમ કોઇ મામલો બાકી છે દિલમાં,
દૂર સુધી નજરમાં છે તારી વિરાનિયા,
મને સતાવી રહી છે તારી નિશાનિયા,
કોઇ દર્દ છે મારા દિલમાં,મને ખબર છે તુ વળીને નહી આવે,
અને મારું ભૂલવું બેકાર જશે,
તો પણ કેમ મળવાની આશા છે દિલમાં,
એ થઇ ગયા પરાયા તો પણ,
એક આશા બાકી છે ક્યાંક દિલમાં,
દિવસ રાત દિલમાં રમો છો તમે
કહું કેમ મુજને ગમો છો તમે...
વિચારોમાં મારા સદાયે વસો
છતાંયે કદિ ક્યાં મળો છો તમે
કહું કેમ મુજને ગમો છો તમે...
સ્મરણ બસ તમારું કરું રાત-દિન
નયનનાં ઝરુખે રહો છો તમે
કહું કેમ મુજને ગમો છો તમે...
ગુનો ચાહવાનો કર્યો છે હવે
સજા જોઇએ શું કરો છો તમે
કહું કેમ મુજને ગમો છો તમે...
નામ ની સાથે સાથે સાજન, સરનામુ પણ ખાસ લખી દો.
થોક થોક લોકો ની વચ્ચે હવે નથી ગમતું મળવાનું,
ઢેલ સરીખુ વળગુ ક્યારે, મળશો ક્યાં એ સ્થાન લખી દો.
એકલતાનુ ઝેર ભરેલા વીંછી ડંખી લે એ પહેલા,
મારે આંગણ સાજન ક્યારે, લઇ આવો છો જાન લખી દો.
બહુ બહુ તો બે વાત કરી ને લોકો પાછા ભુલી જાશે,
નામ તમારું મારા નામ ની પાછળ ખુલ્લે આમ લખી દો.
હળવે હાથે હથેળી ઉપર જરા તમારું નામ લખી દો,
નામની સાથે સાથે સાજન, સરનામુ પણ ખાસ લખી દો.
Zamin per rahkar chand se pyaar kar behte
Soocha na samjha ikraar kar behte
Dundti hai nazar har tarf usse
Har pal dil mei rahti hai kwaish usski
Ek jalak ke liye hota hai dil bekarar
Muqudar se milta hai ek pal pyaar ka
Jante na the who to chand hai aur hum zara zameen ka
Phir bhi chupke se pyaar kar bhete
Na janne hum anjane mei phir kyo wahi bhul kar behte
Zamin per rahkar chand se pyaar kar bhete
Katha nahi hai ye, ek saath pane ki khawisk baki hai
Saath reh sake mumkin nahi hai per ,Zindagi me chahat abhi bhi baki hai
Hum un kush nasib valoon me hai , jinke dil me kasak abi be baaki hai
Zindagi katam kar deena tik nahi hoga ,kyo ki ek muluqat abi bhi baki hai,
Khuda se khena dua kabol kare, ki kayi armaan abi bhi baki hai
Agar kar sake to itna kar, manzoor kar fariyad,
ki milna abhi be baki hai,Agar poori na karska ye khawish to yaad rakh
ki ek insaan ka karz abi bhi baki hai.
Ek raat ki baat hai
Kuch keh nahi paye hum
Waqt ki baat hai
Aankhon se aasu baraste rahe
Jasbat ki baat hai
Kuch na kaha kar bhi, sab kah gayi woh,
Andaz ki baat hai,
Chah kar bhi na rok seke use hum,
Halat ki baat hai,
Who kisi aur ki hai
Kismet ki baat hai
Yeh kehna na kisi se tum
Raaz ki baat hai.
Kushi chahiya, hum duniya bhar ki de dete,
kaha hota,
Khwaish puri karne ko, hum ek bhi arrman baki nahi rakhte,
kaha hota,
Tare tod lane ko, sara akash le ate,
kaha hota,
Phoole lane ko, gulshan le ate,
kaha hota,
Pyaar karne ko, akhiri saas tak karte,
kaha hota,
Jan de dene ko, haste haste de dete,
par tum to woh maang baithe jo mere bas me nahin
tum se juda hokar jee pana …..
Tuesday, December 16, 2008
TOO HAI MERI ZARORAT TOH KISI AUR KI KAMI BHI TOO
MERI DIWANGHI MAIN AKSER RAHTI HAI TERI KHWAISH
MERA HOSHO HAWAAS BANKER MILTI HAI BEKHODI MAIN TOO
TERA DULHA BANO MAIN MERE YE NASEEB MAIN NA THA
MERI TAQDEER TUJHKO MANU, AUR MERI BADNASIBI MAIN TOO
KISI AUR KI HAI TOO, RAHTI HAI SAATH BHI USI KE
MERI ROOH SE KOI POCHE MILTI HAI MUJHI MAIN TOO
MERA DIL BAS TUJHKO MANGE, MAIN KAYA KARO TUHI BATA DE
MERI ZID MAIN RAHKER BHI MILTIA HAI BEBASI MAIN TOO
MAIN ZAMANA CHORD DONGA TERE EAK ESHARE PER
MUJHE KUCH KHBER NAHI HAI MERI DIWANGHI HAI TOO
MAIN KARU BHI TU KAYA KARU? AB MUJHE RAASTA BATA DE TOO
KISI AUR KI HAI CHHAT, AUR MERI AASHIQI BHI TOO
TERI KHATIR SAH RAHU HOON HOKE MAJBOOR APNE DIL SE
TERA SAMJHOTA KOI HAI AUR MERI BANDAGHI HAI TOO
BEBASI PYAAR KI YE KOI KAYA SAMJHEGA
ES ZAMANE MAIN MERE GHAM KE ES SAMNDER MAIN
SAHIL KI KASHTI HAI TOO
MERI ZINDAGHI BHI TOO KISI AUR KI KHUSHI BHI TOO
TO HAI MERI ZARORAT TU KISI AUR KI KAMI BHI TOO
Har pal tujhe yaad yeh dil karta to hai..
Teri khushi ki fariyaad yeh dil karta to hai..
Tumne to karli bewafaai humse..
Phir bhi tujse wafaa yeh dil karta to hai..
Meri muhabbat ko ilzaam de diyaa..
Phir bhi tujhe chahne ki khata yeh dil karta to hai..
Todd k wadaa tum chal diye..
Phir bhi tera intzaar yeh dil karta to hai..\
Gham tujhe kabhi choo na paaye..
Bas yehi dua yeh dil karta to hai..
Tere saare aansoon mujhe mil jaaye..
Yeh iltizaa yeh dil karta to hai..
Dil k badle dil ke anginat tukde mile humein..
Toota hua hi sahi..
Tere liye yeh dil dhadakta to hai..
Na mil sahi muhabbat teri humein..
Phir bhi tujhse muhabbat yeh dil karta to hai..
Tum to kar na sake iqraar-e-muhabbat..
Lekin pyaar ka izhaar yeh dil karta to hai..
Har mod pe sivaye dagaa kuch na diya tumne..
Phir bhi tere liye khuda se takraar yeh dil karta to hai..
Ab Zindgi Mujhpe Taras Khane Lagi,
Dhire Dhire Ab Meri Saans Jaane Lagi,
Jab Wo Mujhe Chhod Ke Jaane Lagi.
Tumhe Dil Mein Basaaya Dhadkan Ki Tarah,
Aankho Mein Basaaya Kajal Ki Tarah,
Tumhe Khud Se Jyada Pyar Kiya Maine,
Par Tum Mujhe Bhul Gayi Sapno Ki Tarah.
Dil Ki Baate Dil Hi Jaane Phir Bhi Dil Ye Rota Hain,
Aankhon Ki Baate Aankhe Hi Jaane Par Tadpna Dil Ko Hota Hain,
Iss Dil Aur Aankhon Ka Koi Kasoor Nahi Yaaro,
Bas Ye Gunah Karati Hain Aur Tadpana Dil Ko Hata Hain.
Ek Sapna Tha Ghar Basane Ka,
Unke Saath Zindagi Bitane Ka,
Toot Gaye Zindagi Ke Sab Sapne,
Dil Karta Hain Ab Akele Hi Zindagi Bitane Ka.
Khamoshi Se Suno Wo Aawaaz Hamari Hogi,
Mehfil Me Jo Tanha Kar Jaye Wo Yaad Hamari Hogi,
Jab Kabhi Bhi Sochogi Hamare Pyar Ko To?
Har Taraf Khushiyan Hongi Lekin Kami Hamari Hogi.
Har Mehfil Mein Ab Hamne Tanhaai Payi Hain,
Apne Saaye Mein Bhi Teri Kami Nazar Aayi Hain,
Doobte jaate hai hum jitna teri yaado Mein,
Hume Utni Hi Aur Jyaada Kareeb Tu Nazar Aayi Hain.
Bite Huye Pal Kabhi Laut Ke Aate Nahi,
Saath Gujare Lamhe Kabhi Bhulaye Jaate Nahi,
Ye Pal Aur Ye Hi Lamhe Saathi Hain Mere,
Kyuki Ye Wo Pal Hain jo Kabhi Bhulaye Jaate Nahi,
Duniya Mein Kisi Se Kabhi Pyar Mat Karna,
Apne Anmol Aansoo Iss Tarah Barbaad Mat Karna,
Kaante To Phir Bhi Daman Tham Lete Hain ,
Phulon Se Iss Tarah Phir Kabhi Pyar Mat Karna.
Woh Hume Bhul Jane Ki Baat Karte Hai,
Zara Unase Puchho Ki Wo Hume Kab Yaad Karte Hai,
Jo Karte The Kabhi Humse Pyar Bhari Baate,
Na Jane Kyu Aaj Wo Akele Rahne Ki Baat Karte Hai.
Vaada Kar Ke Jo Log Bhul Jate Hain,
Woh Log Sab Se Jyada Nachdik Hote Hain,
Waqt To Chalta Hain Apni Hi Chal Pe,
Par Ye Log Waqt Se Pahle Hi Badal Jate Hain.
Sari Umar Ankho Me Ek Sapna Yaad Raha,
Sadiyan Beet Gayi Par Wo Lamha Yaad Raha,
Na Jane Kya Baat Thi Unme Aur Hamame,
Sari Mehfil Bhul Gaye Bus Wo Hi Ek Chahra Yaad Raha.
Aap Ki Dhadkan Se Hain Rista Humara,
Aap Ki Sanso Se Hain Nata Humara,
Bhul Kar Bhi Kabhi Bhul Na Jana,
Aap Ki Yaado Ke Sahare Hain Jina Humara.
Kyu Banati Ho Ret Ka Mahal,
Jinhe Tum Ek Din Khud Giraogi,
Aaj Kahati Ho Amit Se Pyar Hai,
Kal Tum Mera Naam Tak Bhul Jaogi.
Subah Ka Ujala Sada Saath Ho,
Har Din Har Pal Aapke Liye Khas Ho,
Dil Se Dua Nikalti Hain Apno Ke Liye,
Ki Saari Khushiya Aapke Pass Ho.
Jindagi Ki Kitab Ke Jo Panne Hote Hain,
Kuchh Apne Kuchh Begane Hote Hain,
Khushiyon Se Sawar Jati Hain Jindagi,
Bas Riste Pyar Se Nibhane Hote Hain.
Milke Bichhdna Dastur Hain Zindagi Ka,
Ek Yahi Kissa Mashoor Hain Zindagi Ka,
Bite Huye Pal Kabhi Laut Ke Aate Nahi,
Yahi Sabase Bada Kasoor Hain Zindagi Ka.
Socha Tha Zindagi Me Kabhi Pyar Na Karunga,
Par Tumne Iss Dil Me Jagah Bana Li Hain,
Tumhe Nikalna Chahu To bhi Nikal Nahi Sakata Dil Se,
Kyuki Ab Tum Meri Parchhai Ban Gayi Ho,
Kaun Kise Yaad Karata Hain Zindagi Bhar,
Waqt Ke Saath Sab Badal Jaate Hain,
Hamne Socha Wo Hame Nahi Bhulayenge kabhi,
Par Wo Na Jaane Kyu Bhul gaye Hain,
Zindgi Mili Hain Isse Sambhal Ke Rakhna,
Mere Jaise Ko Phir Kabhi Pyar Na Karana,
Zindgi Me Phir Kisi Mod Par Jarurat Pade To,
Iss Badnaseeb Ko Jarur Yaad Karana,
Yaade Aksar Hoti Hain Rulane Ke Liye,
Koi Ruth Jata Hain Door Jane Ke Liye,
Pyar Karana Koi Mushkil To Nahi,
Bas Jaan Chali Jaati Hain Use Pane Ke Liye.
Ek Raat Wo Mile Khwab Main Hame,
Humne Puchha Kyon Tadpaya Aapne,
Jab Dekha To Unki Aankhon Main Ek Kashish Thi,
Phir Kaise Kahe Kyu Intzaar Karaya Aapne.
Kitni Jaldi Zindagi Guzar Jaati Hain…
Pyaas Buztee Nahin Barsaat Chali Jaati Hain…
Aap Ki Yaadein Kuchh Iss Tarah Aati Hain…
Neend Aati Nahin Aur Raat Guzar Jaati Hain.
Jab Waqt Ne Zindagi Se Hisab Manga,
To Socha Kya Khoya Kya Paya?
Khone Ka To Hisab Na Mila,
Yaad Raha To Bas Itna Ki Pyar Tumhare Jaisa Paya.
Dil Ke Zakhmo Par Mat Ro Mere Yaar,
Woqt Har Zkhma Kaa Marham Hota Hai,
Dil Se Jo Chahe Sachaa Pyaar Kare,
Unka To Khuda Bhi Deewana Hota Hai.
Mat Roko Iss Bahte Huye Dard Ko,
Saza Hain Ye Kisi Ke Intzaar Ki,
Keh Lo Ise Pagalpan Ya Deewanagi,
Ye Bahte Huye Aansoo Hain Kisi Ke Pyaar Ki.
Mar Mar Ke Musafir Ne Basaya Hai Tujhe
Rukh Sabse Fira Ke Muh Dikhaya Hai Tujhe
Kyo Tujhse Lipat Kar Na Sowu E Qabra
Zindgi Deke Maine Paya Hai Tujhe.
Zindagi Bikhari Si Nazar Aati Hain,
Jab Tu Kisi Aur Ke Baare Me batati Hain,
Yu To Khud Se Jyada Yakin Hain Tujhpar,
Na Jaane Tum Dil Ko Kyu Tadpati ho.
Harpal Usaki Yaad Aati Hain,
Usaki Yaad Har Lamha Barbaad Kar Jati Hain,
Hum Ji Rahe The Khushi Ki Zindagi,
Na Jane Ye Kyu Gum Lekar Aati Hain.
Din Aate Hain Din Jaate,
Kuchh Lamhe Apke Bin Guzar Nahi Pate Hain,
Inhi Lamho Ko Sametkar Dekhu ,
To Aap Mujhe Bahot Yaad Aati Hain.
Tum Bich Me Aane Ki Baat Karati ho,
Tumhe Dil Me Basaya Hain
Waha Se Tumhe Kaun Nikalega,
Jis Dil Me Tumne Ghar Banaya Hain.
Tumhe Bhula Na Paunga Kabhi,
Tumhi Tum Dil Me Samayi Ho,
Tumhe Dil Se Kabhi Nikal Na Paunga,
Kyuki Ab Tum Meri Parchhayi Ho.
Khamoshi Me Suno Wo Awaz Hamari Hogi,
Zindagi Bhar Saath Rahe Wo Dosti Hamari Hogi,
Duniya Ki Har Khushi Ek Din Tumhari Hogi,
Kyuki Isake Liye Dua Hamari Hogi.
Thak Gayi Aankhe Tumhare Intzaar Me,
Ek Call Bhi Naa Aaya Tumhara,
Aankhe Boli Bas Bhi Karo Intzaar,
Ab Iss Duniya Mein Koi Nahi Hai Tumhara.
Bewafai Ka Dar Nahi Tha Isliye Pyar Kiya,
Tanhayi Ka Dar Nahi Tha Isliye Ikkrar Kiya,
Maut Bhi Nahi Rok Sakati Humdono Ko Milane Se,
Par Hame Kya Pata Tha Ki Tumne Hi Milane Se Inkar Kiya.
Chahte The Tumhe Palako Mein Basaana,
Par Tumhe To Aansoo Banake Jaana Hi Tha,
Kyun Chaha Tha Maine Tumhe Dil Se Itana,
Par Tumhe To Ek Din Mujhe Akela Chhod Ke Jaana Hi Tha.
Duaao Me Apaki Hashi Mangte Hain,
Tum Sada Khush Raho Dil Se Yahi Chahte Hain,
Meri Tamnna Hi Nahi Rahi Khwab Sajane Ki,
Hum Apne Saare Khwab Saare Sapne Tumhe Dena Chahte Hain.
Mohabbat Karte The Karte Chale Gaye,
Ye Bhi Na Jana Mera Anjaam Kya Hoga,
Jab Toot Gaye Sab Sapne Hamare,
To Pata Chala Ye Pyar Nahi Yo To Ek Dhoka Tha.
Zindgi Kaise Jeeu Jiya Nahi Jata,
Door Tumse Hu Kuchh Kaha Nahi Jata,
Kahte Hain Maut Aayegi Ek Din Sabko,
Par Mujhko Nahi Aati Raha Nahi Jata.
Karati Ho Has Ke Baate Par Dil Mein Gum Rakhti Ho,
Sirf Mujhse Chhupati Ho Auro Se Bayan Karati Ho,
Tumhe Malum Hain Hum Dil Ke Kitane Kareeb The,
Na Jane Tum Kyu Mujhse Itani Nafrat Karati Ho.
Dil Ke Zakhmo Par Marham Na Lagao Yaro,
Mujhe To Aadat Hain Zakhm Khane Ki,
Ye Zakhm To Unake Pyaar Ki Nishani Hain,
Main Ab Bhi Intzaar Karata Hu Jisake Aane Ki.
Meri Yaad Tumhe Harpal Satayegi,
Tadpayegi Rulayegi Aur Tanha Kar Jayegi,
Us Waqt Tum Mujhe Apane Dil Me Mehsoos Karogi,
Par Tumhari Aankho Se Aansoo To Hamari Hi Aayegi.
Door Jaane Se Pahale Maar Diya Hota,
Izhar Karane Se Pahle Inkar Kar Diya Hota,
Hum Intzar Nahi Karate Tumhare Aane Ka,
Kash Ek Baar Mujhe Dil Se Pehchan Liya Hota.
Mohabbat Hain Aapse Par Jata Nahi Sakte,
Dard Hain Dil Mein Lekin Bata Nahi Sakte,
Aapse Mile Bina Rehlenge Hum Par Aapko,
YAAD Kiye Bina Hum Jee Bhi Nahi Sakte.
Kyun Kiye Sab Vaade Jab Chhod Ke Jaana Hi Tha,
Kyun Dikhaye Sapne Jisako Tod Ke Jaana Hi Tha,
Kyun Jagaaya Mere Dil Me Itani Mohbbat,
Jab Iss Dil Ko Tod Ke Nikal Jaana Hi Tha.
Kabhi Saath Jeene Marane Ki Kasame Khaye The,
Aaj Sirf Unki Ek Aawaz Ke Liye Taras Jaate Hain,
Kabhi Rahate The Hum Harpal Unake Saath Saath,
Aaj Sirf Har Jagah Pe Unaki Aahat Hi Hum Pate Hain.
Kadam Sabhal Ke Rakho Raasta Chhut Jaayega,
Yu Na Chaho Hume Warana Dil Toot Jaayega,
Hamare Dil Mein Gum Hi Gum Palate Hain Jaan,
Hamse Door Chali Jaao Warana Dil Toot Jaayega.
Teri Bewafaai Ka Mujhe Koi Sikawa Nahi,
Kya Hua Jab Tu Kismat Mein Thi Hi Nahi,
Phir Bhi Hum Duaa Karenge Mere Humnashi,
Tujhko Woh Mile Jo Mujhko Mila Hi Nahi.
Niggahein Tumhari Pehchan Hai Hamaari,
Muskarahat Tumhari Shaan Hai Hamaari,
Tum Rakhna Salamat Apane Aap Ko,
Kyunki Saanse Tumhari, Jaan Hain Hamaari.
Tumse Itana Door Chala Jaaunga Shona,
Phir Tumhe Sitaaron Mein Hi Nazar Aaunga,
Tab Tumhe Waqt Ho To Dekh Lena Aasmaan Mein,
Waha Se Tumhe Pareshan Karane Kabhi Nahi Aaunga.
Hum Tumse Ruthne Se Pahale Mar Jaayenge,
Phir Tumhe Kabhi Yaad Nahi Aayenge,
Hum To Ajnabee Hain Ajnabee Hi Rah Jaayenge,
Shayad Do Pal Ke Liye Mile The Ab Bichhad Jaayenge.
Pyar Karna Koi Unse Sikhe Jisane Hume Sikhaya Hain,
Sabko Khushiyan Dekar Bhi Usane Sada Gum Paya Hain,
Hamari Duaa Hain Unko Jahan Ki Saari Khushiyan Mil Jaye,
Iske Badale Mein Bhagvaan Chahe Jaan Hamari Le Jaye.
Mehfil Mein Bhi Khud Ko Tanha Pata Hu,
Isliye Main Tumhare Pass Chala Aata Hu,
Tum Aansoo Na Bahaao Kisi Ki Yaad Mein,
Main Tumhe Dard Dene Nahi Khud Dard Lene Aata Hu.
Jab Dil Udas Ho Hamse Bat Kar Lena
Jab Dil Chahe Mulakat Kar Lena
Rehte He Apke Dil Ke Kisi Kone Mein
Jab Waqt Mile To Hume Talash Kar Lena
Har Khushi Me kuch n Kuch Kami Rahegi
Ankhein Thodi Nam Thodi Shabnami Rahegi
Zindgi Ko Aap Kitna Bhi Sanwariye
Bin Hamare Koi Na Koi Kami Rahegi
Kal Fursat Na Mili To Kya Hoga?,
Itni Mohlat Na Mili To Kya Hoga?,
Roz Kehte Ho Kal Milenge Kal Milenge,
Kal Aankhe Hi Na Khuli To Kya Hoga.
Na Lana Kabhi Kisi Ko Kareeb Apne,
Hokar Kareeb Aksar Wo Dur Chale Jate Hai,
Sirf Pal Bhar Ka Pyar De Kar Wo,
Zindagi Bhar Ka Dard Ban Jate Hai .
Tum Banke Dost Aise Aaye Zindagi Mein,
Ke Hum Ye Zamana Hi Bhul Gaye,
Tumhe Yaad Aaye Na Aaye Hamari Kabhi,
Par Hum To Tumhe Bhulana Hi Bhul Gaye.
Tum Nahin To, Geet Kahan..
Tum Ho To, Hai Sab Haasil
Tum Nahin, To Kya Hai Yahan..
Tum Ho To Hai Sapno Ke Jaisa Haseen Ek Sama..
Jo Tum Ho To Yeh Lagta Hai Ke Mil Gayi.. Har Khushi
Jo Tum Na Ho Yeh Lagta Hai Ke Har Khushi.. Mein Hai Kami
Tumko Hai Maangti, Yeh Zindagi…
Ooooooooo..Ooooooo.Ooooooo
Tum Ho To, Raahen Bhi Hai
Tum Nahin, To Rasthey Kahan..
Tum Ho To, Yahan Sab Hi Hai
Tum Nahin.. To Kaun Yahan…
Tum Ho To Hai Har Ek Pal Meharbaan Yeh Jahaan…..
Jo Tum Ho To Hawa Mein Bhi Mohabbat Ka Rang Hai
Jo Tum Na Ho To Phir Koi Na Josh Na Umang Hai
Tum Mile To Mili Yeh Zindagi… …
kuch rishton ko humne chhod diya,
Sab kuch saha chup reh kar,
Na jaane kab humne jeena chhod diya
Humne har rishte ko dil ki gehrayion se chaha tha,
Phir na jaane kahaan bhul hui ki har rishte ne moonh mod liya,
Jo rishte bache unka pichha humne chhod diya,
Jindgi ki raah mein humne rishte banaana chhod diya
Kya rishte hi banate hain jeene ka maksad,
Agar haan to humne yeh maksad hi chhod diya,
Jab tak jinda hain muskurainge,
Kyunki ab is dil ne gam karna hi chhod diya.
Yeh hamari jindgi ne humein kahaan la ke chhod diya,
kabhi mile toh yeh baat…ussey kehna…
woh saath thi toh zamana tha humsafar mera…
Magar ab koi nahin mere saath …ussey kehna….
ussey kehna..ke bin uske din nahin katta…
Sisak Sisak ke katti hai raat …ussey kehna…
usey pukarun..ke khud hi puhaunch jaun
nahin rahi ab woh baat …ussey kehna…
agar woh phir bhi na laut aaye qaasid
humhare jahaan ki halaat …ussey kehna
har jeet uske naam kar raha hun mein…
har kar bhi jeet raha hun mein…USSEY KEHNA…
Ki Had Na Rahe…
Magar Aitbar bhi Itna Karna Ki
Kabhi Shaq Na Rahe…
Wafa Itni Karna Ki
Bewafai Na Hoo…
Aur Dua Bus Itni Karo
Ki Fir Kabhi Judai Na Hoo..
Kisi ka hone ke baad kyon tadap milti hai,
koi bataye yeh bechaini kahan se aati hai,
kahan se aate hain itne sare dukh or ghum,
or kyon har kisi mein surat usi ki nazar aati hai.
Hasrat nahi, arman nahi, aas nahi,
Yadon ke siva aur kuch mere pass nahi,
Jeevan ki galiyon me koun kiska hota hai,
Saya bhi sath nahi deta jab andhera hota hai.
Jaan se bhi zyaada pyar karte the
Yaad bhi unhe din raat karte the
Abb to guzra bhi nahi jaata un raahon se
Jahan baith kar unka intezar karte the
Har rasta ek safar chahta hae,
Har musafir ek ham safar chahta hae,
Jese chahti hae chandni chand ko,
Koi hae jo aapko iskadar chahta hae
tu mil bhi jata to tujhe ganwa dete
tumhin ne ham ko sunaya na apna dukh warna
dua wo karte k ham asman hila dete
hamein ye zom raha ab k wo pukarenge
unhen ye zid thi k har bar ham sada dete
wo tera gam tha k tasir mere lahje ki
k jis ko hal sunate use rula dete
tumhen bhulna hi awwal to dastaras mein nahin
jo ikhtiyar bhi hota to kya bhula dete
tumhari yad ne koi jawab hi na diya
mere khayal k ansu rahe sada dete.
tu mil bhi jata to tujhe ganwa dete
tumhin ne ham ko sunaya na apna dukh warna
dua wo karte k ham asman hila dete
hamein ye zom raha ab k wo pukarenge
unhen ye zid thi k har bar ham sada dete
wo tera gam tha k tasir mere lahje ki
k jis ko hal sunate use rula dete
tumhen bhulna hi awwal to dastaras mein nahin
jo ikhtiyar bhi hota to kya bhula dete
tumhari yad ne koi jawab hi na diya
mere khayal k ansu rahe sada dete.
Tanhaiyon mein karti hun jab tassawwur tera,
saath guzra zamana yaad aata hai…
bebasi aur pareshani mein sukoon milta hai jab,
tera pyara wo masoom chehra yaad aata hai…
Aankhon ki chamak nahi chhupti, taareef sunkar,
Tera muskurake wo sharmana yaad aata hai…
Hoti hai shab phir tadap uthti hun mai,
Apna raaton ko chup-chupke milna yaad aata hai…
Ghabra jaati hun jab kisi baat se kabhi,
mujhe apne seenay se lagana yaad aata hai…
gum-sum hoti hun jab udasi mein Aksar,
Tera wo satakar hasaana yaad aata hai…
Mere ronay ya bimaar honay par tera,
Ghar laut kar aana yaad aata hai…
Door toh hoon mai mere sabhi apno se magar,
Koi nahi kasam se, ek TU bahot yaad aata hai…
Sunday, December 14, 2008
Ab to mujh se mujhi ko churaane laga hai tu.
Teri chahton ka chaaya hai saroor is qadar,
Har pal har jagah nazar aane laga hai tu.
Veeraan thi yeh zindagi tere aane se pehle,
Khushiyon ke sapne mujhe dikhaane laga hai tu.
Har pal mujhe hota hai bas tera hi ehsaas,
Is qadar meri saanson mein samaane laga hai tu.
Ek pal ki bhi doori seh nahi paata hoon main,
Hoke juda kiyon mjhe azmaane laga hai tu.
Raah chalte hue aksar hota hai yeh gumaan,
Ke ban ke saaya saath mere aane laga hai tu.
Naam koi bhi loon to naam aaya tera labon pe,
Ban ke jadu meri rooh mein samaane laga hai tu.
Teri yaadon se hi aksar hota hai dil munawwar mera,
Ghul ke saath lahoo ke,nas nas mein samaane laga hai tu.
Jaane kon si dor hai,teri aur kheench le jaati hai,
Mujh ko apna deewana banaane laga hai tu.
Tasuvvar mein aksar hota hai yeh mehsoos mujhe,
Chorr ke duniya,meri baahon mein samaane laga hai tu.
Yeh to bataa ke kya naam doon iss deewangi ko,
Bechain kar ke har lamha mujhe tadpaane laga hai tu.
Tere khayalon se mehekne lagti hai zindagi meri,
Mere zehn-o-dil pe iss qadar chhaane laga hai tu.
Yeh masoomiyat yeh bholapan yeh saadgi teri,
mujh ko har adaa se ab sataane laga hai tu.
Zeest ki raahon mein dhoop thi har taraf,
Apne pyaar ki baarish ko barsaane laga hai tu.
Kya iss baat ka tujhe ehsaas hai jaan
Mere har shehr mein har gazal mein aane laga hai tu
Tujh bin qaraar na aaye to main kya karoon
Jaagte mein bhi tujh ko sochoon
Sote mein bhi tere khawaab aayein to main kya karoon
Tujhe bhoolne ki lakh karta hoon koshish
Aankhon se teri surat na jaaye to main kya karoon
Tere paas aana chahta hoon main
Zamaana dewaar ban jaaye to main kya karoon
Mere dil mein tasweer hai teri jaanti hai tu
Phir bhi tujhe yaqeen na aaye to main kya karoon
Ja sake jahan tak hamari yeh nazar,aap ko har jagah paa liya karte hain.
Aap ki yaadon ki mehak se din guzaar liya karte hain,
Na mil sakain aapse kabhi to,aapki tasveer ko seene se lagaa liya karte hain.
Hum na jaante the ke pyaar mein itni tadap hoti hai,
Aap ki yaad mein kabhi tanhai mein,aansu baha liya karte hain.
Deewangi ki had na poochho humse,kalam haath se jab thamte hain kuchh kaam se,
Bas aapka naam likh likh ke,dil behlaa liya karte hain.
Ab laut bhi aao tum hamaari khatir,
Ke aapki aas mein hi har shaam guzaar liya karte hain.
Mayusi jab chaa jati hai chehre pe,
Yaad karke aapko, hum yun hi muskuraa liya karte hain.(
Jeewan Ka Tum Sangeet Ho
Har Khushi Ho Tum Pyar Ho Tum
Yaadon Main Tum Neendon Main Tum
Khawabon Main Tum Saanson Main Tum
Aahon Main Tum Ho Tum Ho Meri Har Baat Main
Tum Ho Meri Din Raat Main Subah Main Tum Shaam Main Tum
Soch Main Tum Kaam Main Tum
Mere Liye Paana Bhi Tum Mere Liye Khona Bhi Tum
Mere Liye Hansna Bhi Tum Mere Liye Rona Bhi Tum
Jaata Hoon Kahin Dekhta Hoon Kahin
Kaise Bataoun Tum Mere Liye Kiya Ho (mkm)
Tuesday, November 25, 2008
જોય લે જીવી રહ્યા છે કેટલા અટકળ ઉપર.
એ હજુ બેઠી નથી ને ત્યાંજ પાછી ભાગશે,
સુર્ય તારો ખુબ અત્યાચાર છે ઝાકળ ઉપર.
પ્રેમ પાતી મોકલું તો પણ હવે હું શી રીતે?
હું ભરોસો કેમ રાખું ભાગતા વાદળ ઉપર?
એ કદાચિત દ્વાર ખોલીને મને બોલાવશે,
ક્યારનો ખોડીને બેઠો છું નજર સાંકળ ઉપર.
માંડવાળી થઇ જવા દે આજ આખી વાતની,
જોઇ લેશું જે બધું બકિ રહે આગળ ઉપર.
હો ભલે ને વાત મોઢાની, જરી તો વિશ્વાસ કર,
શક્ય ક્યારે હોય છે લખવું બધું કાગળ ઉપર.
Thursday, October 23, 2008

Palkon pe aanso’on ko sajaya na jaa saka
us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka
jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood
aankhon main aanso’on ko chupaya na jaa saka
kuch log zindagi main aise bhi aaye hain
jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho
hum se to haal-e-ghum bhi sunaya na jaa saka
woh muskuraha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us se chupaya na jaa saka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka

Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta
Per tum ko bhi paane ka raasta nahi milta
Tu mera Pyaar meri zindagi mera sab kuch
Bina tere yeh jeewan to mujhe accha nahi lagta
Bohat mushkil se milte hain kisi ko chahne wale
Main jis ko chahta hoon woh mujhe hi nahi milta
Dil to kya Jaan bhi main us ko dedeta
Woh ek baar apne Pyaar ka izhaar to karta……..

Mohabbat ki raahon mein
Sada hum sath hote,
Sau dard milte
Phir bhi na rote
Kash aap hamare hote..
Toota meri chahat ka
silsala
Shayad ye tha kismat ka
faisla
Hum shikwe or shikayat
Bolo kis se karein..
Ye na poocho kya mere
pass hai
Tanhai hai or Teri Yaad
Hai..
Toote dil se aahein bhi
bharein
to kab tak bharein…
Hum apni halat pe aise
na rote
Kaash aap hamare hote…

Zindagi Is Kadar Hamko Rulati Rahi
Har Khushi Paas Aane Se Pehle Dur Jaati Rahi
Gham Se Naata Hai Shayad Apna Pichle Janam Se
Tabhi To Har Khushi Gham Mein Badal Jaati Rahi
Chaha Jo Kuch Bhi Hamne Na Mila Hamko
Ek Adhoori Si Chahat Ban Ke Reh Gaya Sab Kuch
Ki Koshish Kabhi Hamne Jeetne Ki Kuch Bhi To
Hamari Hi Kismat Aa Kar Hamein Harati Rahi
Lad Bhi Lete Ham Mukadar Se Gar Koi Apna Hota
Aur Badal Bhi Dete Ham Shayad Apni Taqdeer Ko
Par Bhagte Rahe Jis Manzil Ko Paane Ki Khaatir
Woh Manzil Bhi Hamse Door Jaati Rahi
Aisa Nahi Ke Koi Nahi Tha Hamara Yahan
Har Rishta Hai Banaya Aur Apnaya Hamne
Aur Har Rishte Ki Khaatir Khud Ko Bhi Hai Mitaya Hamne
Par Shayad Kachchi Reh Jaati Thi Gaanth Har Rishte Ki
Jo Thoda Sa Kheenchne Pe Hi Khul Jaati Rahi
Bahut Roye Hai Ham Hasne Ke Baad Har Waqt
Aur Behte Bhi Rahe Hai Yeh Bewafa Aansu In Aankhon Se
Par Ek Yeh Hansi Shayad Wafadar Hai Apni
Jo Has Has Ke Har Gham Ko Chhupaati Rahi
Jo Has Has Ke Har Gham Ko Chhupaati Rahi
tanha safa......love
Koi mehfil sajaogi tumhe hum yaad aayege,
Sitaare chand sooraj samunder ya koi sahil
Tasawwar mein jo laogi tumhe hum yaad aayege
Bahut koshish karoge tum hamari yaad na aaye
Magar jitna bhulaogi tumhe hum yaad aayege
Kisi bhi mod ya tareek rah-e-zindagani par
Chiraag-e-dil jalaogi tumhe hum yaad aayege
Kabhi chahat k kisi kone se gehri shaam mein jakar
Koi panchi uraogi tumhe hum yaad aayege
$ Tumhari Yaad Aati Hai $
$ Jab Patte Sar-Sarate Hai $
$ Aur Zikar Tumhara Hota Hai $
$ Kabhi Bhole Se Shab Ko $
$ Mere Dil Mein AaKar Dekho $
$ Hai ek Mahfil Saji Hoti Hai $
$ Aur Zikar Tumhara Hota Hai $
$ Tumhe Kaise Bataoon Kitni $
$ Chahat Maine Ki Hai Tumse $
$ Ke Jab Bhi Aansoo Chhalakte Hai $
$ Aur Zikar Tumhara Hota Hai $
$ Kabhi Chanda Ko Main Dekhoon $
$ Kabhi Taare Main Ginta Hoon $
$ Kabhi Chandni Muskurati Hai $
$ Aur Zikar Tumhara Hota Hai $
$ Zamana Hai Bahut Zaalim $
$ Kahi Yeh Cheen Na Le TumKo $
$ IsLiye Main Bas Khamosh Hota Hoon $
$ Aur Zikar Tumhara Hota Hai $
Main Is Jeevan Ka Har Pal Tumhare Naam Karta Hoon,
Mera Guzra Hua Kal To Mere Mazi Ka Hissa Hai,
Main Apna Aaj Apna Kal Tumhare Naam Karta Hoon,
Khizain, Sardiya, Garmi, Bahaare, Bareeshe, Khizaan,
Main Har Mousam Ka Har Har Pal Tumhare Naam Karta Hoon,
Tumhare Dukh, Udasi, Gham, Sabhi Ranj-o-Alam Lekar,
Main Yeh Khushiyo Bhari Chagal Tumhare Naam Karta Hoon,
Sitare Asmaan Ke Sab Tumhari Mang Mein Bhar Kar,
Shaab-e-Tera Ka Sab Kajal Tumhare Naam Karta Hoon,
Tumhare Bin Yeh Har ek Pal Mujhe Bechain Rakhta Hai,
Main Apna Dil Hai Jo Bekal, Tumhare Naam Karta Hoon,
Barasta Bheegta Mousam Hai Kamzori Meri Lekin,
Main Yeh Sawan, Ghatta, Badal Tumhare Naam Karta Hoon.
Wednesday, October 22, 2008
kii door jana khauff ban jaye
ek kadam piche dekhne per
sidha rasta bhi khahi nazar na aaye...
Kisi ko itna apna naa bana
kii use khone ka darr laga rahe
issi darr ke bich ek din aisa naa aaye
to pal pal khud ko hii khone lage..
Kisi ke itne sapne naa dekh
kii kaali raat bhi rangili lage
aankh khule to bardaasth naa ho
jab sapna toot toot kar bikharne lage..
Kisi ko itna pyaar naa kar
kii baithe baithe aankh nam ho jaye
use agar mile ek dard
idhar ZINDAGI ke do pal kaam ho jaye..
Kisi ke baare me itna naa soch
kii soch ka matlab hii WOH ban jaye
bheed ke bich bhi
lage TANHAAI se jhakre gaye..
Kisi ko itna yaad na kar
kii jahan dekho WOH hii nazar aaye
raah dekh dekh kar kahin aisa naa ho
ZINDAGI piche choot jaye..
Aisa soch kar akele naa rehna
kisi ke paas jane se na darna
naa soch akelepan me koi gum nahi,
khud ki parchaai dekh, bologe-
"YEH HUM NAHI"...!!!! !!
Sunday, October 19, 2008
નથી ખબર મને શું છે પ્રેમ ફક્ત તેનો અણસાર લઈને આવ્યો છું,
પ્રેમ થકી લાગણી ઘણી છે મને પણ
બેવફાઓના નામ શોધવા આવ્યો છું, પ્યાર કોનો પૂરો થયો છે ? તેનો જવાબ લેવા આવ્યો છું,
પ્યારનો પહેલો અક્ષર જ અધૂરો કેમ છે
એ ‘અઘરો સવાલ’ લઈને આવ્યો છું,શું છે જિંદગી ? એની મને ખબર નથી,
પણ મોતની ખબર જાણવા આવ્યો છું,નસીબદારોને પ્રેમ મળે છે
હું એ ‘ખુશનસીબ’ને શોધવા આવ્યો છું
i miss you
ભુલવાની મને ના કરશો ભુલ,ભુલ ની પળો મા પણ હુ યાદ બનીને આવીશ,
આ નયનમા ના રાખજો નફરત,નયનમા પણ હુ તસવીર બનીને આવીશ,
ભલે રહો તમે મરી આંખો થી દૂર,મીલન માટે હુ સ્વપ્ન બનીને આવીશ,
મને ભુલવાની કોશિશ ના કરતા,ભુલવાની બધી કોશિશ વ્યર્થ જશે,
જ્યારે હુ આ દુનીયા છોડી દઇશ,ત્યારે તમારા દિલ મા રુદન બનીને આવીશ.
i love you
હું શોધ્યા કરુ તને, પણ તું
મને મળતી નથી...
તારી સાથે વિતાવેલ ક્ષણો
સળગાવી નાખી બધી
છતાં મારા હ્રુદય અંદરની
તું પિગળતી નથી...
ક્યારેક તારામાં શોધતો હતો
મારી કવિતાઓ બધી
હવે મારી કવિતાઓમાં પણ તું
મને મળતી નથી...
કદાચ તું આવી જસે વ્હેલી
પરોઢનું સ્વપ્ન બની
એજ આશમાં આંખો મારી હવે
ઉઘડતી નથી ...
hum jesy log duniyan main phir kab aain gy .
Aain hain to kuch aesa hum kar k jain gy.
hum dilon main aiesi yadain chor jain gy ..
log hum ko bus dhoondty reh jain gy.
hum zindgi ko rangon sy sja jain gy.
sab ko apny hony ka yaqeen karwa jain gy..
hum na hon gy hamari yadon sy Mehfilain sjain gy.
hum AAsman par apna naam likh jain gy.
hum na rahain or phir hum tum ko yaad bohat aain gy
*** tanha safar ****
isha he rog bura
Tu is main Na khud ko jalla<>
Ye zalim hai harjaai hai<>
Har saans is main paraai hai <>
Mil gya to sab paar hai <>
Warna zindgi ki ye haar hai<>
Rooh ka sacha sodda hai <>
Zindggi bhar ki tanhaai hai<>
ISHq hai Aesa Rog bura <>
Tu is main khud ko na jalla<>
pyar he tum se
Jazbaton ki Koi Numaish nahi ki Hum ne
Pyar ke badle sirf Pyar manga hai Hum ne
Rishte ki to Koi Guzarish Nahi ki Hum ne
Chatey Ho To Bhoola Dena Humain Dil se
Sada Yaad Rakhne Ki Sifarish Nahi Ki Hum ne
Khamoshi Se ToofaN Seh Lete Hain Hum to
Un Badalon Ne Izhar Ki Barish Nahi Ki
Tumhain Hi Mana Hai zindgi Apni
Aur Tu Kisi Cheez Ki Khuwahish Nahi ki hum ne
SirF ItnA KehnA hai Pyaar Hai Tum se
tanhai yo ka musom
के दूर जाना खौफ़ बन जाये
एक कदम पीछे देखने पर
सीधा रास्ता भी खाई नज़र आये
किसी को इतना अपना न बना
कि उसे खोने का डर लगा रहे
इसी डर के बीच एक दिन ऐसा न आये
तु पल पल खुद को ही खोने लगे
किसी के इतने सपने न देख
के काली रात भी रन्गीली लगे
आन्ख खुले तो बर्दाश्त न हो
जब सपना टूट टूट कर बिखरने लगे
किसी को इतना प्यार न कर
के बैठे बैठे आन्ख नम हो जाये
उसे गर मिले एक दर्द
इधर जिन्दगी के दो पल कम हो जाये
किसी के बारे मे इतना न सोच
कि सोच का मतलब ही वो बन जाये
भीड के बीच भी
लगे तन्हाई से जकडे गये
किसी को इतना याद न कर
कि जहा देखो वोही नज़र आये
राह देख देख कर कही ऐसा न हो
जिन्दगी पीछे छूट जाये
kiski yaad
lo phir se shaam dhali aur us ki yad aai
kissi ne chupkay se aa k hamain yun thaam lia
nazar' nazar se chali aur us ki yaad aai
zara se hont hilay thay k ashq beh niklay
phir aik chup si lagi aur us ki yaad aai
kissi k paoon ki aahat se dil dharaknay laga
kissi ki zulf khulli aur us ki yaad aai
kissi ki baaton ki baarish mai ham bhi bheeg gae
kissi ne baat na ki aur us ki yaad aai
phir us k zikar pe baadal umadd umadd aaye
ghatta yun zor se barsi aur us ki yaad
yaad rakhna mujko
pareshan waqt k malbe se, nikalo mujhko
khushk patta hi sahi,rond k aage na bado,
mai gayi rut ki nishani hu,utha lo mujhko
khudpasandi ki khalaon mein firu aawara,
is bulandi pe to yaaro,na uchalo mujhko
mai khushiyon ki ghata banke baras jaongi,
apni tanhayi k sahare mein bula lo mujko
bhaagti bhid ne najane kise kuchal diya,
chikh kar koi pukara tha,bachalo mujhko
andheri raat ka khofnaak safar hai yaaro,
mai ek shama hu,sari raah jala lo mujhko
bhool
Tujhay chahana meri bhool thi,
kis raah per jo uthi nazar,
Tujhay dekhna meri bhool thi
Koi nazam ho ya koi gazal,
Khin raat ho ya khin saher,
Wo gali gali wo shehr shehr,
Tujhay dhondna meri bhool thi
Teray ghum ki koi dawa nahi,
Mujhay tujh say koi gila nahi
,
Mera koi teray siwa nahi
Ye sochna meri bhool thi
Friday, October 17, 2008
Pagal
પાછા નયન ના નુર ને વાળી શક્યો નહિ,
હું જેને કાજ અંધ થયો રોઇ રોઇ ને,
તે આવ્યા તારે તેમને નિહાળી શક્યો નહિ,
tanha safar
CHALO AJJ PHIR HAM IK KAAM KARTY HAIN <>
APNI SANSSON K KUCH PAL TERY NAAM KARTAIN HAIN <>
POOCHY JO KOI K KON HON MAIN <>
KEHNA YAAD HAM JISY SUBHO SHAM KARTY HAIN <>
PYAAR HAM IN SE BE SHUMAAR KARTY HAIN <>
YE WO HAIN JO JAN APNI HMARY NAAM KARTY HAIN <>
;APNI ROOH KO HAM JIS KA GHULAAM KARTY HAIN; <>
HAN WO PYAAR JO HAM SE BE MISAAL KARTY HAIN; <>
;HUM JIN K BINA JEENY KO MAHAAL KARTY HAIN <>
APNI SANSSON K KUCH PAL TERY NAAM KARTY HAIN;<>
HAN YE YAADAIN JIN KO YAAD HAM SUBHO SHAAM KARTY HAIN
diwani
Ajabb deewani larki hai wo hansti hai kabhi roti hai,,,
Roz ye bolay k ab na rounn gi main kabhi ,,
Roz ro kar phir ye baat hi bhool jatti hai,,,,
KOI kehta hai pagal usy koi kahy deewani,,
Sub kuch sunn kar hanstti hai phoolon sy galy wo miltti hai,,
AJJ na janay kis k intazar main hai wo be kall,,,
Na hanstti hai na roti hai bus hai wo gumm summ,,,,,,,
Shayaid tasavor main keh diya kisi ny kuch ,,,
Ithlla kar chal rahi hai phoolon sy keh rahi hai,,,
Kuch to hai zaroor jis ny kia hai mujhy betaab ,,,
Rehny laga hai ab har pall mujhy kissi ka intazar,,,
WOh nahi samjhy gi pagli k kiya wo ab kar bethi hai,,
IS bewafa duniyan sy WOh dil ko laga bethi hai,,,,,
Thursday, October 16, 2008
Chand Nahi Chand Ki Chamak Ho Tum...
Kisi Ka Dil Nahi Har Dil Ki Dhadkan Ho Tum.....
Bakshe Jise Kudart ne Sare Hunar....
Ha Wahi To Khoobsurati Main Lipta Kamal Ho Tum....
Rakhna Chahe Jise Har Koi Apni Aankhon Main....
Aisa Ek Haseen Sa Khwaab Ho Tum.....
Jalti Hai Jis Se Jannat Ki Hurre Bhi ....
Aisi Ek Sundar Pari Ho Tum.......
Barso Taraasha Jise KHUDA Ne Apne Haathon Se....
Haan Wahi Ek Sundar Murat ho Tum.....
Alfaaz Bhi Kam Padte hai Tareef Main Teri ....
Itni Khoobsurat Ho Tum.....
Kaise Likhdu Main Tujhpe Koi Geet Ya Koi Nazam...
Bus Yun Samajhlo Ke Meri DOSTI Ki Ek GAZAL Ho Tum....
तन्हा सफर
Party Main Bula K Dekh Lia
Mout Bhi Hum Say Door Bhagti Hai
Car K Niche Aa K Dekh Lia.
Marta Nahi Yeh Jeraseem-e-Ishq
Safeguard Se naha K Dekh Lia
Koi Sunta Nahi Faryad-e-Ghareeb
Radio Pay gana Ga k Dekh Lia
Hamaray Dil Ka Pata Nahi Milta,
Xray b Kara K Dekh Lia
Sunday, October 12, 2008
kasoor
thaAapse dil lagana hamara kasur tha
Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye
Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha
Sunday, October 5, 2008
tanha safar
Friday, October 3, 2008
tejshbhai
tejshbhai4
બચી શકાય તો બચવાની પળ મળે તમને
ખજૂરી જેવડો છાંયો મળે અ સિક્કાની
બીજીય બાજુ છે કે રણ મળે તમને
તમારા કંઠમા પહેલાં તો એક છિદ્ર
પછી તરસ ને પછી હરણ મળે તમને
ટપાલ જેમ તમે ઘેર ઘેર પહોંચો અને
સમગ્ર શહેરનાં લોકો અભણ મળે તમને
tejshbhai2
સ્વપ્નો હવે હું ભૂલી શકું નહિ તો ના નહીં
આખા દિવસની શુષ્ક ઉદાસી તૂટી નહીં
તારાં ભીના સ્મરણના શુકન પણ ફળ્યાં નહીં
નહિ તો જીવનમાં શું હતું નિષ્ક્રિયતા સિવાય
પણ બે ઘડી નિરાંતથી બેસી શક્યા નહીં
તસતસતા મૌનને મેં ગઝલમાં ભરી દીધુંને
એ કહે છે મને શબ્દો મળ્યા નહીં !
એને મળો ને જો કશું બોલી શકો ‘ફના’
એના વિષે કશુંય કહી બેસતા નહીં.
tejshbhai2
એથી વિશેષ પ્રેમમાં કોઈ ફરક નથી.
કેવું મૂગું દરદ છે આ પહેલા મિલાપનું !
ધડકી રહ્યું છે દિલ અને દિલ બેધડક નથી
માપી લીધી છે મેં આ ગગન વિશાળતા,
તારી છબી છું ચીતરું એવું ફલક નથી.
શોભી રહ્યો છું હું તો ફક્ત તારી પ્રીતથી,
મારા જીવનમાં કોઈ બીજી ઝડઝમક નથી.
એવી રીતે મેં આશ વફાની તજી દીધી,
જાણે મને તમારા ઉપર કોઈ શક નથી.
એના વદનને જોઈને, ઓ ચાંદ માનનાર !
મારા વદનને જો કે જરાયે ચમક નથી.
આરામથી રહો ભલે, પણ અગવડોની સાથ,
આ મારું મન છે, કાંઈ તમારું મથક નથી.
જ્યાં હું ન હોઉં એવા ઘણાયે પ્રદેશ છે,
જ્યાં તું ન હોય એવો કોઈ પણ મુલક નથી
tejshbhai1
કંઈ યાદ થઈ જશે તો ભૂલાવી નહીં શકે.
ના માંગ એની પાસે ગજાથી વધુ જીવન,
એક પળ એ એવી દેશે વિતાવી નહીં શકે.
અંતિમ દર્દ હોય તો આવે છે સ્તબ્ધતા,
સાચો વિરહ છે એ જે રડાવી નહીં શકે.
તે વેળા માન તારી મહત્તા બધી ગઈ,
જ્યારે તને કશું ય સતવી નહીં શકે.
એવા કોઈ સમયને હું ઝંખું છું રાતદિન,
તું આવવાને ચાહે, ને આવી નહીં શકે.
એક જ સલામતી છે કે પડખામાં દિલ રહે,
એ બહાર જો જશે તો બચાવી નહીં શકે.
Wednesday, October 1, 2008
yaad
જાણે કયામત ની રાત હતી
અમારી આંખો ને એમનો ઇંતજારને
એમનો પાછળથી કરેલો સાદ
આટલી તો સરસ શરુઆત હતી
ચાંદ, તારા અને પ્રાર્થનાનો સૂરએમનો સંગાથ,
ને ઝાંઝરનો ઝંકારજાણે આખી કાયનાત સાથ હતી
અમે તો બસ કહ્યાજ કર્યુ
એમણે તો બસ સાંભળ્યા જ!!
જાણે વર્ષોની કોઇ વાત હતી
ના કોઇ કોલ, ના કોઇ વાયદા
ના એમણે પુછયુ, ના અમે
આટલી તો સરસ રજુઆત હતી
નામ વગર નો રીશ્તો બાંધ્યો,અને
એને પુરી કરવાની પ્રતિજ્ઞા
આતો કેવી અમારી શાલીનતા હતી?
કોને જોઇએ છે જીદંગી ભરનો સાથ
“SaFar” તો જીવી ગયો એક પળમા
એમના સ્પર્શની તો કરામત હતી
‘હા’ કે ‘ના’ નો સવાલ જ કયા છે
જવાબ તો અમે જાણતાજ હતા
બસ,આ મારી છેલ્લી મુલાકાત હતી
my friend's
આપણા સંબંધમાં કેવી સુંદરતા આપી,
દુનિયામાં લોહીના સંબંધ પણ તુટીં જાય છે,
પણ મને દોસ્તીમાં પણ કેવી પવિત્રતા આપી...
કોઇ પણ વાત કહી શકીએ છીએ એક-બીજાને,
મિત્ર તે દુઃખ દુર કરવાની કેવી સત્ત્તા આપી,
નહિ છોડી શકીએ આ મિત્રતાને કોઇ પણ રીતે,
આપણા સંબંધમાં પ્રભુંએ પણ કેવી અટ્ટુટતા આપી,
હું અપૂર્ણ હતો તમારી મિત્રતા વિના,
તમે સાથ આપી કેવી પૂર્ણતા આપી.....
no time
i miss you
Wednesday, September 24, 2008
dil se
jab dil chale mulakat kar lena,,,
Rahte hain aapke dil ke kisi kone me hm bhi,,,,
waqt mile to talaash kar lena..................
koi bhi tera ho sakta hai... tu ne kisko apnaya hi nahi.....
Sunday, September 21, 2008
love story
safar
Koi marham na is gam meìn kaam aata hai,
Ek hawa ka jhoka akar dard badha jata haì.
Dosti jìtni puranì ho behtar hai,
Har naya dost naya zakhm De jaata hai.
waqt ne sari kahani hi badal dali,
pyar ka naam jo aata hai to dar lagta hai,
zakham kuch aise bhi apno ne diye hai mujhko,
ab koi haath milata hai to dar lagta hai,
Saturday, September 20, 2008
tanha safar...
Mujhko tufaan mein rehne ki bohat aadat haiMujh ko le jao na saahil pe khudara yaaro!
Dard ki raah mein tum chaloge kab takAbhi kar sakte ho tum humse kinaara yaaro!
Jis se jalte hain mere apnoun ke dil Bazm meinChaidtey kyoun ho wohi qissa dobara yaaro!
Hum ne khud-daari ki taarikh raqam kar daliDoobtey waqt kissi ko na pukaara yaaro!
Raat andhere mein mere ghar ko jalaya kis neMujhko yeh kaam bhi lagta hai tumhara yaaro!
Hum na honge tou bohat yaad karoge humkoNaam likh likh ke mitaaoge hamara yaaro
tanha safar
દિલ મા કોઇની યાદ ના પગલાં રહી ગયા,
ઝાંકળ ઊડી ગયું અને ડાઘાં રહી ગયા.
એને મળ્યા છતાંય કોઇ વાત ના થઇ,
ગંગા સુધી ગયા અને પ્યાસા રહી ગયા.
ફૂલો લઇને બાગથી હું નીકળી ગયો,
ને પાનખરના હાથમાં કાંટા રહી ગયા.
વરસ્યા વિના જંતી રહી શિર પરથી વાદળી,
"safar" નજર ઉઠાવીને જોતા રહી ગયા.
i miss you...
આખો દિ તુજ રૂપને નિરખવામાં ગાળ્યો…પછી સ્વપ્ન મંહી તને જ શોધતો રહ્યો હું…!
નથી બંધાણા કદીયે મિનારાઓ કોઈ યે કવિ નાછતાં યે અરમાનો ની દિવાલો ચણતો રહ્યો હું…!
ખુદાને જો યાદ કરત તો આજે …જન્નત.. મળી જાત…પણ ખુદ..ખુદા.. કરતાં યે વધારે તને સ્મરણ તો રહ્યો હું…!
પ્રેમ ની મંઝિલોમાં તો ઉતારે ઉતારે ઠોકરો હોય છે..ને..એ …. ઠોકરો ની સંગ અથડાતો રહ્યો હું…!
નથી રહી હવે દિલમાં જગ્યા વધુ વેદનાને સંઘરવા..છતાં યે એ… જ..મંઝિલોને ચાહતો રહ્યો હું…!
મુજ તરસ્યા જીવ ને તરસ્યો જ રહેવા દ્યો "tanha.." પી ને તૃષ્ણા બુઝવતો રહ્યો હું…!
Aapni yaad
આંસુ આવે છે આંખોમાં અમારી,
જ્યારે જ્યારે યાદ આવે છે તમારી.
ખુશી જ ખુશી હતી પાસે અમારી,
જ્યારે અમને પ્રિત હતી તમારી.
હજારો ગમ નજીક અમારી,
જ્યારથી દૂર થઈ છે ચાહત તમારી,
ત્યારથી સાથે નથી કોઈ અમારી.
કાફી છે સાથે યાદ તમારી,
યાદ કરતાં આરામથી વહી જાય છેજિંદગી અમારી.
કહે છે કે રહેશે અમારા દિલમાંફક્ત તસવીર તમારી….
Safar Dilse
Tanhaa

Sang laayi yaad teri sang laayi,
Roya re ... dil roya re!!!
Roya re ... dil roya re!!!
Dil hai ghum se bhara,Bin tere kaise jiyun main,
Kuch toh de mashwara,Zindagaani aisi rehgujar pe mujhko laayi,
Roya re ... dil roya re!!!
